Two Lines Poetry of Zuhoor Nazar - 2 Lines Poetry - Couplets From Zuhoor Nazar
Poet Name | Zuhoor Nazar |
---|---|
Birth Date | 1923 |
Death Date | 1981 |
Wo Jise Sare Zamane Ne Kaha Mera Raqib
Wo Bhi Shayad Ro Pade Viran Kaghaz Dekh Kar
Tanhai Na Puchh Apni Ki Sath Ahl-e-junun Ke
Sunte Hain Chamakta Hai Wo Chand Ab Bhi Sar-e-baam
Pas Hamare Aakar Tum Begana Se Kyun Ho
Na So Saka Hun Na Shab Jag Kar Gizari Hai
Lut Gaya Hai Safar Mein Jo Kuchh Tha
Khud Ko Pane Ki Talab Mein Aarzu Uski Bhi Thi
Ghar Se Us Ka Bhi Nikalna Ho Gaya Aakhir Muhaal
Barson Se Khada Hun Hath Uthae
Baad-e-tark-e-ulfat Bhi Yun To Hum Jiye Lekin
Apni Surat Bigad Gai Lekin