Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_27bf3d8b2054d10100fda8627e7e4a4c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bhuli-bisri Hui Yaadon Mein Kasak Hai Kitni - Zubair Rizvi Poetry In English - Darsaal

Bhuli-bisri Hui Yaadon Mein Kasak Hai Kitni

bhuli-bisri hui yaadon mein kasak hai kitni

Dubti sham ke atraf chamak hai kitni

manzar-e-gul to bas ek pal ke liye Thahra tha

aati jati hui sanson mein mahak hai kitni

gir ke TuTa nahin shayad wo kisi patthar par

us ki aawaz mein tabinda khanak hai kitni

apni har baat mein wo bhi hai hasinon jaisa

us sarape mein magar nok-palak hai kitni

jate mausam ne jinhen chhoD diya hai tanha

mujh mein un TuTte patton ki jhalak hai kitni

(1901) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bhuli-bisri Hui Yaadon Mein Kasak Hai Kitni In English By Famous Poet Zubair Rizvi. Bhuli-bisri Hui Yaadon Mein Kasak Hai Kitni is written by Zubair Rizvi. Read famous Poem Bhuli-bisri Hui Yaadon Mein Kasak Hai Kitni for youth and Student by Zubair Rizvi. Free Download Bhuli-bisri Hui Yaadon Mein Kasak Hai Kitni in PDF.