Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b0f8acc090521943b903d5ba69e91e80, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Barson Mein Tujhe Dekha To Ehsas Hua Hai - Zubair Rizvi Poetry In English - Darsaal

Barson Mein Tujhe Dekha To Ehsas Hua Hai

barson mein tujhe dekha to ehsas hua hai

har zaKHm teri yaad ka andar se hara hai

wo kaun tha kis samt gaya DhunDh raha hun

zanjir dar-e-dil koi khaTka ke gaya hai

ji chahe use waqt ke hathon se uDa le

jo ruh ki KHamosh guphaon mein mila hai

patthar ke sanam pujo ki miTTi ke KHudawand

har bab-e-karam der hui band paDa hai

puchho na mere ahd ke insan ki hikayat

tanhai ke sahraon mein hairan khaDa hai

(1243) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Barson Mein Tujhe Dekha To Ehsas Hua Hai In English By Famous Poet Zubair Rizvi. Barson Mein Tujhe Dekha To Ehsas Hua Hai is written by Zubair Rizvi. Read famous Poem Barson Mein Tujhe Dekha To Ehsas Hua Hai for youth and Student by Zubair Rizvi. Free Download Barson Mein Tujhe Dekha To Ehsas Hua Hai in PDF.