Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_35f9ed5d23be57090a7a4736b1147d63, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Tumne Bhi Un Se Hi Milna Hota Hai - Ziya Mazkoor Poetry In English - Darsaal

Tumne Bhi Un Se Hi Milna Hota Hai

tum ne bhi un se hi milna hota hai

jin logon se mera jhagDa hota hai

us ke ganw ki ek nishani ye bhi hai

har nalke ka pani miTha hota hai

main us shaKHs se thoDa aage chalta hun

jis ka main ne pichha karna hota hai

tum meri duniya mein bilkul aise ho

tash mein jaise hukum ka ikka hota hai

kitne sukhe peD bacha sakte hain hum

har jangal mein lakkaDhaara hota hai

(2856) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Tumne Bhi Un Se Hi Milna Hota Hai In English By Famous Poet Ziya Mazkoor. Tumne Bhi Un Se Hi Milna Hota Hai is written by Ziya Mazkoor. Read famous Poem Tumne Bhi Un Se Hi Milna Hota Hai for youth and Student by Ziya Mazkoor. Free Download Tumne Bhi Un Se Hi Milna Hota Hai in PDF.