Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_af1131c398d3bd07da9f07170b0a8cbe, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jine Mein Aasani Rakh - Zia Zameer Poetry In English - Darsaal

Jine Mein Aasani Rakh

jine mein aasani rakh

ek taswir purani rakh

samne rakh kar aaina

chehre par hairani rakh

muKHlis agar ziyaada hain

koi dushman-e-jaani rakh

kahna sab ka man magar

thoDi si man-mani rakh

is ko yun mat marne de

apni aankh ka pani rakh

mere aage sab chizen

jaani aur pahchani rakh

(1157) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jine Mein Aasani Rakh In English By Famous Poet Zia Zameer. Jine Mein Aasani Rakh is written by Zia Zameer. Read famous Poem Jine Mein Aasani Rakh for youth and Student by Zia Zameer. Free Download Jine Mein Aasani Rakh in PDF.