Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_1e7f2ad073a259e5c30fa9701e2817f8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ek Dard Ka Sahra Hai SimaTta Hi Nahin Hai - Zia Zameer Poetry In English - Darsaal

Ek Dard Ka Sahra Hai SimaTta Hi Nahin Hai

ek dard ka sahra hai simaTta hi nahin hai

ek gham ka samundar hai jo ghaTta hi nahin hai

kya tera badan jaan gaya teri ana ko

pahle ki tarah mujh se lipaTta hi nahin hai

schooli kitabo zara fursat use de do

bachcha mera titli pe jhapaTta hi nahin hai

kya kya nahin karta hai zamana use bad-dil

dil hai ki teri or se haTta hi nahin hai

sab KHali gilason ko 'ziya' thame hue hain

saqi hai ki paimana ulaTta hi nahin hai

(1148) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ek Dard Ka Sahra Hai SimaTta Hi Nahin Hai In English By Famous Poet Zia Zameer. Ek Dard Ka Sahra Hai SimaTta Hi Nahin Hai is written by Zia Zameer. Read famous Poem Ek Dard Ka Sahra Hai SimaTta Hi Nahin Hai for youth and Student by Zia Zameer. Free Download Ek Dard Ka Sahra Hai SimaTta Hi Nahin Hai in PDF.