Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_10f653e4214e73283155618af68c6146, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Un Aankhon Ki Hairat Aur Dabiz Karun - Zia-ul-Mustafa Turk Poetry In English - Darsaal

Un Aankhon Ki Hairat Aur Dabiz Karun

un aankhon ki hairat aur dabiz karun

kyun na tujhe bhi aaina tajwiz karun

harf-e-na-gufta bich mein hail hai kab se

bab-e-suKHan mein KHamoshi taqriz karun

fursat-e-shab mein tera dhyan aa jata hai

kunj-e-chaman kyunkar ghar ki dahliz karun

aankhen mund jaengi manzar bujhne tak

is asna mein KHwab kise tafwiz karun

(1037) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Un Aankhon Ki Hairat Aur Dabiz Karun In English By Famous Poet Zia-ul-Mustafa Turk. Un Aankhon Ki Hairat Aur Dabiz Karun is written by Zia-ul-Mustafa Turk. Read famous Poem Un Aankhon Ki Hairat Aur Dabiz Karun for youth and Student by Zia-ul-Mustafa Turk. Free Download Un Aankhon Ki Hairat Aur Dabiz Karun in PDF.