Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b315e188db3600539cf4281dcf1984ff, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jis Bhi Lafz Pe Ungliyan Rakh De Saz Kare - Zia-ul-Mustafa Turk Poetry In English - Darsaal

Jis Bhi Lafz Pe Ungliyan Rakh De Saz Kare

jis bhi lafz pe ungliyan rakh de saz kare

nazm ki marzi kaise bhi aaghaz kare

kaun lagae qadghan KHwab mein ashiya par

aaina hath milae aks aawaz kare

jab bachchon ko dekhta hun to sochta hun

malik in phulon ki umr daraaz kare

sote jagte kuchh bhi bolta rahta hun

kaun bhala mujh aise ko hamraaz kare

qadam qadam par in ki zarurat paDti hai

aankh se kahna aansu pas-andaz kare

(1300) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jis Bhi Lafz Pe Ungliyan Rakh De Saz Kare In English By Famous Poet Zia-ul-Mustafa Turk. Jis Bhi Lafz Pe Ungliyan Rakh De Saz Kare is written by Zia-ul-Mustafa Turk. Read famous Poem Jis Bhi Lafz Pe Ungliyan Rakh De Saz Kare for youth and Student by Zia-ul-Mustafa Turk. Free Download Jis Bhi Lafz Pe Ungliyan Rakh De Saz Kare in PDF.