Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_rufcehcd98rds52jk7evn3ah51, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ek Sachchi Amman Ki Kahani - Zehra Nigaah Poetry In English - Darsaal

Ek Sachchi Amman Ki Kahani

mere bachche ye kahte hain

tum aati ho to ghar mein raunaqen KHushbuen aati hain

ye jannat jo mili hai sab unhin qadmon ki barkat hai

hamare waste rakhna tumhaara ek saadat hai

baDi mushkil se main daman chhuDa kar lauT aai hun

wo aansu aur wo ghamgin chehre yaad aate hain

abhi mat jao ruk jao ye jumle satate hain

main ye sari kahani aane walon ko sunati hun

mere lahje se lipTa jhuT sab pahchan jate hain

bahut tahzib wale log hain sab man jate hain

(1085) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ek Sachchi Amman Ki Kahani In English By Famous Poet Zehra Nigaah. Ek Sachchi Amman Ki Kahani is written by Zehra Nigaah. Read famous Poem Ek Sachchi Amman Ki Kahani for youth and Student by Zehra Nigaah. Free Download Ek Sachchi Amman Ki Kahani in PDF.