Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a4eb625c6b9af64201634f977c8ab941, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ruk Ja Hujum-e-gul Ki Abhi Hausla Nahin - Zehra Nigaah Poetry In English - Darsaal

Ruk Ja Hujum-e-gul Ki Abhi Hausla Nahin

ruk ja hujum-e-gul ki abhi hausla nahin

dil se KHayal-e-tangi-e-daman gaya nahin

jo kuchh hain sang-o-KHisht hain ya gard-e-rah-guzar

tum tak jo aae un ka koi naqsh-e-pa nahin

har aastan pe likhkha hai ab nam-e-shahr-yar

wabistagan-e-dil kai liye koi ja nahin

sad-haif us ke hath hai har zaKHm ka rafu

daman mein jis ke ek bhi tar-e-wafa nahin

(1331) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ruk Ja Hujum-e-gul Ki Abhi Hausla Nahin In English By Famous Poet Zehra Nigaah. Ruk Ja Hujum-e-gul Ki Abhi Hausla Nahin is written by Zehra Nigaah. Read famous Poem Ruk Ja Hujum-e-gul Ki Abhi Hausla Nahin for youth and Student by Zehra Nigaah. Free Download Ruk Ja Hujum-e-gul Ki Abhi Hausla Nahin in PDF.