Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e7679fb0fb3af56f2df6881214051fe6, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aap Kya Karte Hain - Zeeshan Sahil Poetry In English - Darsaal

Aap Kya Karte Hain

aap kya karte hain

main daraKHt lagata hun

har raat ek naya daraKHt

subh hone tak

aasman se ja lagta hai

mera daraKHt

ab tak to jangal ban gaya hoga

han kai jangal hain

sab ke sab aasman se mile hue

magar kisi mein dhup nahin hoti

aur jaanwar aur parinde

wo kya karte hain

sab hain baiThe rahte hain

ek hi daraKHt ke niche

jo main ne sab se pahle lagaya tha

aur aap kahan rahte hain

main usi daraKHt ke andar

(1131) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aap Kya Karte Hain In English By Famous Poet Zeeshan Sahil. Aap Kya Karte Hain is written by Zeeshan Sahil. Read famous Poem Aap Kya Karte Hain for youth and Student by Zeeshan Sahil. Free Download Aap Kya Karte Hain in PDF.