Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_11430914c3b7a5448d02807497f37741, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Yaad Karne Ke Zamane Se Bahut Aage Hain - Zeeshan Sahil Poetry In English - Darsaal

Yaad Karne Ke Zamane Se Bahut Aage Hain

yaad karne ke zamane se bahut aage hain

aaj hum apne Thikane se bahut aage hain

koi aa ke hamein DhunDega to kho jaega

hum nae gham mein purane se bahut aage hain

jism baqi hai magar jaan ko miTane wale

ruh mein zaKHm nishane se bahut aage hain

is qadar KHush hain ki hum KHwab-e-faramoshi mein

jag jaane ke bahane se bahut aage hain

jo hamein pa ke bhi khone se bahut pichhe tha

hum use kho ke bhi pane se bahut aage hain

(1079) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Yaad Karne Ke Zamane Se Bahut Aage Hain In English By Famous Poet Zeeshan Sahil. Yaad Karne Ke Zamane Se Bahut Aage Hain is written by Zeeshan Sahil. Read famous Poem Yaad Karne Ke Zamane Se Bahut Aage Hain for youth and Student by Zeeshan Sahil. Free Download Yaad Karne Ke Zamane Se Bahut Aage Hain in PDF.