Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_13b566d8187618e6c1330f4231d2b3f9, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Wo Aur Mohabbat Se Mujhe Dekh Raha Ho - Zeb Ghauri Poetry In English - Darsaal

Wo Aur Mohabbat Se Mujhe Dekh Raha Ho

wo aur mohabbat se mujhe dekh raha ho

kya dil ka bharosa mujhe dhoka hi hua ho

hoga koi is dil sa bhi diwana ki jis ne

KHud aag lagai ho bujhane bhi chala ho

ek nind ka jhonka shab-e-gham aa to gaya tha

ab wo tere daman ki hawa ho ki saba ho

dil hai ki teri yaad se KHali nahin rahta

shayad hi kabhi main ne tujhe yaad kiya ho

'zeb' aaj hai be-kaif sa kyun chand na jaane

jaise koi TuTa hua paimana paDa ho

(1170) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Wo Aur Mohabbat Se Mujhe Dekh Raha Ho In English By Famous Poet Zeb Ghauri. Wo Aur Mohabbat Se Mujhe Dekh Raha Ho is written by Zeb Ghauri. Read famous Poem Wo Aur Mohabbat Se Mujhe Dekh Raha Ho for youth and Student by Zeb Ghauri. Free Download Wo Aur Mohabbat Se Mujhe Dekh Raha Ho in PDF.