Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_bf612d00b9415e2d32526ded56a2c9d6, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ho Chuke Gum Sare KHadd-o-Khaal Manzar Aur Main - Zeb Ghauri Poetry In English - Darsaal

Ho Chuke Gum Sare KHadd-o-Khaal Manzar Aur Main

ho chuke gum sare KHadd-o-KHal manzar aur main

phir hue ek aasman sahil samundar aur main

ek harf-e-raaz dil par aaina hota hua

ek kohar chhai hui manzar-ba-manzar aur main

chheD kar jaise guzar jati hai doshiza hawa

der se KHamosh hai gahra samundar aur main

kis qadar ek dusre se lagte hain manus 'zeb'

nariyal ke peD ye sahil ke patthar aur main

(1006) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ho Chuke Gum Sare KHadd-o-Khaal Manzar Aur Main In English By Famous Poet Zeb Ghauri. Ho Chuke Gum Sare KHadd-o-Khaal Manzar Aur Main is written by Zeb Ghauri. Read famous Poem Ho Chuke Gum Sare KHadd-o-Khaal Manzar Aur Main for youth and Student by Zeb Ghauri. Free Download Ho Chuke Gum Sare KHadd-o-Khaal Manzar Aur Main in PDF.