Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_bb247661866621b6871189780442c214, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bas Ek Parda-e-ighmaz Tha Kafan Us Ka - Zeb Ghauri Poetry In English - Darsaal

Bas Ek Parda-e-ighmaz Tha Kafan Us Ka

bas ek parda-e-ighmaz tha kafan us ka

lahuluhan paDa tha barahna tan us ka

na ye zamin hui us ke KHun se gulnar

na aasman se utara gaya kafan us ka

ram-e-najat bas ek jumbish-e-hawa mein tha

ki naqsh-e-ab ko Thahra diya badan us ka

lahakte shoalon mein go rakh ho chuke auraq

hawa chali to damakne laga suKHan us ka

ghasiTte hue KHud ko phiroge 'zeb' kahan

chalo ki KHak ko de aaen ye badan us ka

(1013) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bas Ek Parda-e-ighmaz Tha Kafan Us Ka In English By Famous Poet Zeb Ghauri. Bas Ek Parda-e-ighmaz Tha Kafan Us Ka is written by Zeb Ghauri. Read famous Poem Bas Ek Parda-e-ighmaz Tha Kafan Us Ka for youth and Student by Zeb Ghauri. Free Download Bas Ek Parda-e-ighmaz Tha Kafan Us Ka in PDF.