Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_6d8mv909uaqhi3f4dgg4t26s45, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ilm Mein Jhengar Se BaDh Kar Kaamran Koi Nahin - Zareef Lakhnavi Poetry In English - Darsaal

Ilm Mein Jhengar Se BaDh Kar Kaamran Koi Nahin

ilm mein jhengar se baDh kar kaamran koi nahin

chaT jata hai kitaben imtihan koi nahin

zulm hai ba-wasf mehr is ko kahen na-mehrban

aasman se baDh ke sachcha mehrban koi nahin

lucknow dilli inhin shahron pe kya mauquf hai

har jagah ahl-e-zaban hain be-zaban koi nahin

hai masal mashhur dast-e-KHud-dahan-e-KHud 'zarif'

hoTalon mein mehman-o-mezban koi nahin

(1076) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Ilm Mein Jhengar Se BaDh Kar Kaamran Koi Nahin In English By Famous Poet Zareef Lakhnavi. Ilm Mein Jhengar Se BaDh Kar Kaamran Koi Nahin is written by Zareef Lakhnavi. Read famous Poem Ilm Mein Jhengar Se BaDh Kar Kaamran Koi Nahin for youth and Student by Zareef Lakhnavi. Free Download Ilm Mein Jhengar Se BaDh Kar Kaamran Koi Nahin in PDF.