Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_0a6b6c1f998db8a519507af0f34ebff5, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Buton Ko Bhul Jate Hain KHuda Ko Yaad Karte Hain - Zareef Lakhnavi Poetry In English - Darsaal

Buton Ko Bhul Jate Hain KHuda Ko Yaad Karte Hain

buton ko bhul jate hain KHuda ko yaad karte hain

barahman jab safar su-e-allahabad karte hain

na gardan marte hain wo na dete hain kabhi phansi

hasinon ko ye sab mashhur kyun jallad karte hain

sitam-ijad kahte hain ye kyun mashuq ko shair

sitam bhi kya koi shai hai jise ijad karte hain

hamein batla na den aashiq jo hain ru-e-kitabi par

sabaq hai kya koi mashuq jis ko yaad karte hain

(1127) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Buton Ko Bhul Jate Hain KHuda Ko Yaad Karte Hain In English By Famous Poet Zareef Lakhnavi. Buton Ko Bhul Jate Hain KHuda Ko Yaad Karte Hain is written by Zareef Lakhnavi. Read famous Poem Buton Ko Bhul Jate Hain KHuda Ko Yaad Karte Hain for youth and Student by Zareef Lakhnavi. Free Download Buton Ko Bhul Jate Hain KHuda Ko Yaad Karte Hain in PDF.