Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_55c754ff03c941aa9fdae52202cc6cbb, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ubharta Chand Siyah Raat Ke Paron Mein Tha - Zakauddin Shaya.n Poetry In English - Darsaal

Ubharta Chand Siyah Raat Ke Paron Mein Tha

ubharta chand siyah raat ke paron mein tha

koi to chehra mere dard ke gharon mein tha

wo aks-e-jism jo KHwabon mein ho gaya tahlil

kabhi in aaankhon ke simTe hue daron mein tha

KHunuk hawaon ke zanun pe soche hain wo

teri wafaon ka kuchh dard jin suron mein tha

guzishta raat ki aandhi bhi aa ke dekh gai

aTal sukut ghamon ke samundaron mein tha

ye din ka dagh jo raaton ko munh chhupata hai

kabhi yahi to sahar ke payambaron mein tha

(1068) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ubharta Chand Siyah Raat Ke Paron Mein Tha In English By Famous Poet Zakauddin Shaya.n. Ubharta Chand Siyah Raat Ke Paron Mein Tha is written by Zakauddin Shaya.n. Read famous Poem Ubharta Chand Siyah Raat Ke Paron Mein Tha for youth and Student by Zakauddin Shaya.n. Free Download Ubharta Chand Siyah Raat Ke Paron Mein Tha in PDF.