Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a989bb96694781777d1c5b182bbd1dd8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dukh Na Sahne Ki Sazaon Mein Ghira Rahta Hai - Zakariya Shaz Poetry In English - Darsaal

Dukh Na Sahne Ki Sazaon Mein Ghira Rahta Hai

dukh na sahne ki sazaon mein ghira rahta hai

shahr ka shahr duaon mein ghira rahta hai

na bulao to bulata hi nahin hai koi

jis ko dekho wo anaon mein ghira rahta hai

koi manzil hai ki duri mein chhupi hai kab se

koi rasta hai ki panw mein ghira rahta hai

dil ko fursat nahin milti kabhi ummidon se

ye sukhi 'shaz' gadaon mein ghira rahta hai

(973) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Dukh Na Sahne Ki Sazaon Mein Ghira Rahta Hai In English By Famous Poet Zakariya Shaz. Dukh Na Sahne Ki Sazaon Mein Ghira Rahta Hai is written by Zakariya Shaz. Read famous Poem Dukh Na Sahne Ki Sazaon Mein Ghira Rahta Hai for youth and Student by Zakariya Shaz. Free Download Dukh Na Sahne Ki Sazaon Mein Ghira Rahta Hai in PDF.