Two Lines Poetry of Zakariya Shaz - 2 Lines Poetry - Couplets From Zakariya Shaz
Poet Name | Zakariya Shaz |
---|
Zamane Ho Gae Hain Chalte Chalte
Ye Mohabbat Hai Ise Dekh Tamasha Na Bana
Ye Kaise Mod Par Main Aa Gaya Hun
Ye Alag Baat Ki Chalte Rahe Sab Se Aage
Us Se Aage Jaoge Tab Jaanenge
Un Ko Bhi Utara Hai Bade Shauq Se Humne
Talluq Hi Nahin Hai Jin Se Mera
Sirf Hum Hi To Nahin Tute Hain
Shaz Khud Mein Hi Ganwae Hue Khud Ko Rakhna
Phandni Pad Gai Kanton Se Bhari Baad Hamein
Main Chup Raha To Aankh Se Aansu Ubal Pade
Kuchh Bhi Dekha Nahin Tha Maine Jab
Kis Qayamat Ki Ghutan Tari Hai
Khidki To Shaz Band Main Karta Hun Bar Bar
Kaise Kah Dun Bich Apne Diwar Hai Jab
Jab Bhi Ghar Ke Andar Dekhne Lagta Hun
Jaane Kya Baat Hai Pure Hi Nahin Hote Hain
Ek Muddat Main Khamoshi Se Raha Mahw-e-kalam
Ek Jaise Hain Dukh Sukh Sab Ke Ek Jaisi Ummiden
Dukh Na Sahne Ki Sazaon Mein Ghira Rahta Hai
Chhod Aaya Hun Pichhe Sab Aawazon Ko
Apne Hi Bas Pichhe Bhagta Rahta Hun
Ai Gardish-e-ayyam Hamein Ranj Bahut Hai
Aakhir Ye Nakaam Mohabbat Kaam Aai