Two Lines Poetry of Zain-ul-Abideen Khan Arif - 2 Lines Poetry - Couplets From Zain-ul-Abideen Khan Arif
Poet Name | Zain-ul-Abideen Khan Arif |
---|---|
Birth Place | Delhi |
Wo Parda-nashini Ki Riayat Hai Tumhaari
Tumhaari Rah Ka Raha Hum Ko Har Taraf Dhoka
Tum Apni Zulf Se Puchho Meri Pareshani
Tere Kahne Se Mein Ab Laun Kahan Se Naseh
Saunp Kar Khana-e-dil Gham Ko Kidhar Jate Ho
Raat Bhar Khun-e-jigar Humne Kiya Hai Aarif
Pani Nikal Ke Dasht Mein Jari Hai Ja-ba-ja
Na Aae Samne Mere Agar Nahin Aata
Lae Jab Ghar Se To Behosh Pada Tha Aarif
Khoya Gham-e-rifaqat Dekho Kamal Apna
Kar Diya Tiron Se Chhalni Mujhe Sara Lekin
Hun Tishna-kaam-e-dasht-e-shahadat Zi-bas Ki Main
Gulshan-e-khuld Mein Har-chand Ki Dil Bahlaya
Furqat Mein Kar-e-wasl Liya Wah Wah Se
Dam Ka Aana To Badi Baat Hai Lab Par Aarif
Bich Mein Hai Mere Uske Tu Hi Ai Aah-e-hazin
Aapko Khun Ke Aansu Hi Rulana Hoga