Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_929c637fbac9ecae2014745032c81d34, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kal Raat Bahut Zor Tha Sahil Ki Hawa Mein - Zahid Masood Poetry In English - Darsaal

Kal Raat Bahut Zor Tha Sahil Ki Hawa Mein

kal raat bahut zor tha sahil ki hawa mein

kuchh aur ubhar aain samundar se chaTanen

ek fasl ugi junhi zaminon pe suron ki

tarkash se gire tir fasilon se kamanen

mahsus hua aise ki chup-chap hain sab log

jab ghaur kiya hum ne to KHali thin niyamen

tum habs ke mausam ko zara aur baDha lo

be-samt na ho jaen parindon ki uDanen

kyun honT pe daryuza-gar-e-saut-o-sada hain

jo aahaTen be-nam huin dast-e-dua mein

(1117) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kal Raat Bahut Zor Tha Sahil Ki Hawa Mein In English By Famous Poet Zahid Masood. Kal Raat Bahut Zor Tha Sahil Ki Hawa Mein is written by Zahid Masood. Read famous Poem Kal Raat Bahut Zor Tha Sahil Ki Hawa Mein for youth and Student by Zahid Masood. Free Download Kal Raat Bahut Zor Tha Sahil Ki Hawa Mein in PDF.