Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_115ffdf1b3d5d0ed27a4bc4685915734, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hum Izafi MiTTi Se Bane - Zahid Imroz Poetry In English - Darsaal

Hum Izafi MiTTi Se Bane

raushni qatl hui

to jism KHali ho gae

zindagi ka ghubar hi hamara hasil hai

hum ne parae-gharon ki raj-giri ki

aur apni chhat ke KHwab dekhe

hamein kab malum tha

soi dukanon ki siDhiyan hamara takiya hain

hamare nam izafi miTTi par likhe gae

aur hum faqat logon ko dohraate rahe

hum be-ehtiyat lamhon ka qisas nahin the

hum halal ke the

magar beghar paida hue

(1005) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hum Izafi MiTTi Se Bane In English By Famous Poet Zahid Imroz. Hum Izafi MiTTi Se Bane is written by Zahid Imroz. Read famous Poem Hum Izafi MiTTi Se Bane for youth and Student by Zahid Imroz. Free Download Hum Izafi MiTTi Se Bane in PDF.