Two Lines Poetry of Zaheer Kashmiri - 2 Lines Poetry - Couplets From Zaheer Kashmiri
Poet Name | Zaheer Kashmiri |
---|---|
Birth Date | 1919 |
Death Date | 1994 |
Birth Place | Lahore |
Wo Bazm Se Nikal Ke Kahte Hain Ai Zahir
Unhin Ki Hasrat-e-rafta Ki Yaadgar Hun Main
Tu Meri Zat Meri Ruh Mera Husn-e-kalam
Tanhaiyon Mein Aati Rahi Jab Bhi Uski Yaad
Tamam Umr Teri Ham-rahi Ka Shauq Raha
Sune Pade Hain Dil Ke Dar-o-baam Ai Zahir
Sirat Na Ho To Aariz-o-rukhsar Sab Ghalat
Mujhse Bichhad Kar Pahron Roya Karta Tha
Maine Usko Apna Masiha Man Liya
Kul Kaenat Fikr Se Aazad Ho Gai
Koi Dastak Koi Aahat Na Shanasa Aawaz
Kitna Dilkash Hai Teri Yaad Ka Pala Hua Ashk
Jab Khamushi Hi Bazm Ka Dastur Ho Gai
Ishq Jab Tak Na Aas-pas Raha
Ishq Ek Hikayat Hai Sarfarosh Duniya Ki
Is Daur-e-afiyat Mein Ye Kya Ho Gaya Hamein
Humne Apne Ishq Ki Khatir Zanjiren Bhi Dekhin Hain
Hum Khud Hi Be-libas Rahe Is Khayal Se
Hoti Na Hum Ko Saya-e-diwar Ki Talash
Hijr Ke Daur Mein Har Daur Ko Shamil Kar Len
Hamein Khabar Hai Ki Hum Hain Charagh-e-akhir-e-shab
Hamare Pas Koi Gardish-e-dauran Nahin Aati
Hamare Ishq Se Dard-e-jahan Ibarat Hai
Farz Barson Ki Ibaadat Ka Ada Ho Jaise
Dil Bhi Sanam-parast Nazar Bhi Sanam-parast
Barq-e-zamana Dur Thi Lekin Mishal-e-khana Dur Na Thi
Badh Gae Hain Is Qadar Qalb O Nazar Ke Fasle
Bade Dil-kash Hain Duniya Ke Kham O Pech
Aah Ye Mahki Hui Shamein Ye Logon Ke Hujum