Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fa5db16a3c195020546dc9dd787b855c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bhul Kar Hargiz Na Lete Hum Zaban Se Nam-e-ishq - Zaheer Dehlvi Poetry In English - Darsaal

Bhul Kar Hargiz Na Lete Hum Zaban Se Nam-e-ishq

bhul kar hargiz na lete hum zaban se nam-e-ishq

gar nazar aata hamein aaghaz mein anjam-e-ishq

wae qismat dil lagate hi judai ho gai

subh hote hi hui nazil bala-e-sham-e-ishq

naseh-e-nadan teri qismat mein ye waqat kahan

KHush-nasibon ke liye hai zillat-o-dushnam-e-ishq

haal mera sun ke paighami se wo kahne lage

gar na thi tab-e-judai kyun liya tha nam-e-ishq

(1063) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bhul Kar Hargiz Na Lete Hum Zaban Se Nam-e-ishq In English By Famous Poet Zaheer Dehlvi. Bhul Kar Hargiz Na Lete Hum Zaban Se Nam-e-ishq is written by Zaheer Dehlvi. Read famous Poem Bhul Kar Hargiz Na Lete Hum Zaban Se Nam-e-ishq for youth and Student by Zaheer Dehlvi. Free Download Bhul Kar Hargiz Na Lete Hum Zaban Se Nam-e-ishq in PDF.