Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c1121a9563cf6a15c107c4315fd3028d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jo Zehn O Dil Mein IkaTTha Tha Aas Ka Pani - Zaheer Ahmad Zaheer Poetry In English - Darsaal

Jo Zehn O Dil Mein IkaTTha Tha Aas Ka Pani

jo zehn o dil mein ikaTTha tha aas ka pani

use bhi le gaya sath apne yas ka pani

main le ke aaya tha ham-rah jin ko dariya tak

wo log pi gae meri bhi pyas ka pani

kab apne shahr mein sailab aane wala tha

hamein Dubo ke gaya aas-pas ka pani

hazaron aib chhupane ko lag ke duniya mein

badan pe rakhte hain zarrin libas ka pani

ajib waqt hai zahid ko bhi 'zahir' ab to

sharab lagta hai mere gilas ka pani

(987) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jo Zehn O Dil Mein IkaTTha Tha Aas Ka Pani In English By Famous Poet Zaheer Ahmad Zaheer. Jo Zehn O Dil Mein IkaTTha Tha Aas Ka Pani is written by Zaheer Ahmad Zaheer. Read famous Poem Jo Zehn O Dil Mein IkaTTha Tha Aas Ka Pani for youth and Student by Zaheer Ahmad Zaheer. Free Download Jo Zehn O Dil Mein IkaTTha Tha Aas Ka Pani in PDF.