Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_4f9e600a9473cdcbd3b17843e5c6819f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Na Koi ZaKHm Laga Hai Na Koi Dagh PaDa Hai - Zafar Iqbal Poetry In English - Darsaal

Na Koi ZaKHm Laga Hai Na Koi Dagh PaDa Hai

na koi zaKHm laga hai na koi dagh paDa hai

ye ghar bahaar ki raaton mein be-charagh paDa hai

ajab nahin yahi kaif-afrin ho sham-e-abad tak

jo taq-e-sina mein ek KHun ka ayagh paDa hai

kabhi rulaegi us yar-e-bewafa ki tamanna

jo zindagi hai to sad lamha-e-faragh paDa hai

ye ek shaKHcha-e-gham se itne phul jhaDe hain

kabhi qarib se guzro to ek bagh paDa hai

(1409) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Na Koi ZaKHm Laga Hai Na Koi Dagh PaDa Hai In English By Famous Poet Zafar Iqbal. Na Koi ZaKHm Laga Hai Na Koi Dagh PaDa Hai is written by Zafar Iqbal. Read famous Poem Na Koi ZaKHm Laga Hai Na Koi Dagh PaDa Hai for youth and Student by Zafar Iqbal. Free Download Na Koi ZaKHm Laga Hai Na Koi Dagh PaDa Hai in PDF.