Two Lines Poetry of Zafar Iqbal - 2 Lines Poetry - Couplets From Zafar Iqbal
Poet Name | Zafar Iqbal |
---|---|
Birth Date | 1933 |
Birth Place | Okara, Pakistan |
Zinda Rakhta Tha Mujhe Shakl Dikha Kar Apni
Zafar Zamin-zad The Zamin Se Hi Kaam Rakkha
Yun Bhi Hota Hai Ki Yak Dam Koi Achchha Lag Jae
Ye Zindagi Ki Aakhiri Shab Hi Na Ho Kahin
Ye Shahr Zinda Hai Lekin Har Ek Lafz Ki Lash
Ye Saf Lagta Hai Jaisi Ki Uski Aankhen Thin
Ye Kya Fusun Hai Ki Subh-e-gurez Ka Pahlu
Ye Hum Jo Pet Se Hi Sochte Hain Sham O Sahar
Ye Haal Hai To Badan Ko Bachaiye Kab Tak
Ye Bhi Mumkin Hai Ki Is Kar-gah-e-dil Mein Zafar
Yahin Tak Lai Hai Ye Zindagi Bhar Ki Masafat
Yahan Kisi Ko Bhi Kuchh Hasb-e-arzu Na Mila
Wo Surat Dekh Li Humne To Phir Kuchh Bhi Na Dekha
Wo Qahr Tha Ki Raat Ka Patthar Pighal Pada
Wo Mujhse Apna Pata Puchhne Ko Aa Nikle
Wo Maqamat-e-muqaddas Wo Tere Gumbad O Qaus
Wo Chehra Hath Mein Le Kar Kitab Ki Surat
Wo Bahut Chaalak Hai Lekin Agar Himmat Karen
Widaa Karti Hai Rozana Zindagi Mujhko
Waqt Zae Na Karo Hum Nahin Aise Waise
Wahan Maqam To Rone Ka Tha Magar Ai Dost
Utha Sakte Nahin Jab Chum Kar Hi Chhodna Achchha
Usko Bhi Yaad Karne Ki Fursat Na Thi Mujhe
Usko Aana Tha Ki Wo Mujhko Bulata Tha Kahin
Tum Hi Batlao Ki Uski Qadr Kya Hogi Tumhein
Tum Apni Masti Mein Aan Takrae Mujhse Yak-dam
Tujhko Meri Na Mujhe Teri Khabar Jaegi
Tera Chadha Hua Dariya Samajh Mein Aata Hai
Tanha Rahne Mein Bhi Koi Uzr Nahin Hai
Taktaki Bandh Ke Main Dekh Raha Hun Jis Ko