Two Lines Poetry of Zafar Gorakhpuri - 2 Lines Poetry - Couplets From Zafar Gorakhpuri
Poet Name | Zafar Gorakhpuri |
---|---|
Birth Date | 1935 |
Zehnon Ki Kahin Jang Kahin Zat Ka Takraw
Use Thahra Sako Itni Bhi To Wusat Nahin Ghar Mein
Tanhai Ko Ghar Se Rukhsat Kar To Do
Shayad Ab Tak Mujh Mein Koi Ghonsla Aabaad Hai
Shajar Ke Qatl Mein Is Ka Bhi Hath Hai Shayad
Samundar Le Gaya Humse Wo Sari Sipiyan Wapas
Nahin Malum Aakhir Kis Ne Kis Ko Tham Rakkha Hai
Meri Ek Chhoti Si Koshish Tujhko Pane Ke Liye
Main Zafar Ta-zindagi Bikta Raha Pardes Mein
Koi Aankhon Ke Shole Ponchhne Wala Nahin Hoga
Kitni Aasani Se Mashhur Kiya Hai Khud Ko
Khat Likh Ke Kabhi Aur Kabhi Khat Ko Jala Kar
Kaisi Shab Hai Ek Ek Karwat Pe Kat Jata Hai Jism
Falak Ne Bhi Na Thikana Kahin Diya Hum Ko
Dekhen Qarib Se Bhi To Achchha Dikhai De
Chhat Tapakti Thi Agarche Phir Bhi Aa Jati Thi Nind
Apne Atwar Mein Kitna Bada Shatir Hoga
Abhi Zinda Hain Hum Par Khatm Kar Le Imtihan Sare
Aasman Aisa Bhi Kya Khatra Tha Dil Ki Aag Se
Aankhen Yun Hi Bhig Gain Kya Dekh Rahe Ho Aankhon Mein