Two Lines Poetry of Yaqeen Inamullah Khan - 2 Lines Poetry - Couplets From Yaqeen Inamullah Khan
Poet Name | Yaqeen Inamullah Khan |
---|---|
Birth Date | 1727 |
Death Date | 1755 |
Birth Place | Delhi |
Ye Wo Aansu Hain Jin Se Zohra Aatishnak Ho Jawe
Umr Fariyaad Mein Barbaad Gai Kuchh Na Hua
Tasawwur Us Dahan-e-tang Ka Rukhsat Nahin Deta
Sau Sau Hain Iltifat Taghaful Mein Yar Ke
Sarir-e-saltanat Se Aastan-e-yar Behtar Tha
Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-e-bazar Kahan
Kya Badan Hoga Ki Jis Ke Kholte Jame Ka Band
Khalwat Ho Aur Sharab Ho Mashuq Samne
Is Ashk O Aah Mein Sauda Bigad Na Jae Kahin
Haq Mujhe Baatil-ashna Na Kare
Dosti Bad Bala Hai Ismein Khuda
Chashm-e-tar Par Gar Nahin Karta Hawa Par Rahm Kar
Agarche Ishq Mein Aafat Hai Aur Bala Bhi Hai