Two Lines Poetry of Wazir Agha - 2 Lines Poetry - Couplets From Wazir Agha
Poet Name | Wazir Agha |
---|---|
Birth Date | 1922 |
Death Date | 2010 |
Birth Place | Sargodha |
Ye Kis Hisab Se Ki Tu Ne Raushni Taqsim
Ye Kaisi Aankh Thi Jo Ro Padi Hai
Ya Rab Teri Rahmat Ka Talabgar Hai Ye Bhi
Ya Abr-e-karam Ban Ke Baras Khushk Zamin Par
Wo Khush-kalam Hai Aisa Ki Uske Pas Hamein
Wo Apni Umr Ko Pahle Piro Leta Hai Dori Mein
Uski Aawaz Mein The Sare Khad-o-khaal Uske
Umr Bhar Usne Bewafai Ki
Thi Nind Meri Magar Usmein Khwab Us Ka Tha
Sametta Raha Khud Ko Main Umr-bhar Lekin
Safar Tawil Sahi Hasil-e-safar Ye Hai
Ret Par Chhod Gaya Naqsh Hazaron Apne
Qismat Hi Mein Raushni Nahin Thi
Pahna De Chandni Ko Qaba Apne Jism Ki
Manzar Tha Rakh Aur Tabiat Udas Thi
Lazim Kahan Ki Sara Jahan Khush-libas Ho
Kis Ki Khushbu Ne Bhar Diya Tha Use
Khuli Kitab Thi Phulon-bhari Zamin Meri
Khud Apne Gham Hi Se Ki Pahle Dosti Humne
Karna Padega Apne Hi Sae Mein Ab Qayam