Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_401vhh7djtt5qrqc4m382l6160, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jiwan Ke Safar Mein Rahi - Sahir Ludhianvi Poetry In English - Darsaal

Jiwan Ke Safar Mein Rahi

jiwan ke safar mein rahi

milte hain bichhaD jaane ko

aur de jate hain yaaden

tanhai mein taDpane ko

ye rup ki daulat wale

kab sunte hain dal ke nale

taqdir ne bechain kar Dala

un ke kisi diwane ko

jo un ki nazar se khele

dukh pae musibat jhele

phirte hain ye sab albele

dil le ke mukar jaane ko

dil le ke dagha dete hain

ek rog laga dete hain

hans hans ke jaan dete hain

ye husn ke parwane ko

(1924) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jiwan Ke Safar Mein Rahi In English By Famous Poet Sahir Ludhianvi. Jiwan Ke Safar Mein Rahi is written by Sahir Ludhianvi. Read famous Poem Jiwan Ke Safar Mein Rahi for youth and Student by Sahir Ludhianvi. Free Download Jiwan Ke Safar Mein Rahi in PDF.