Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_676c40a5512ccce6507857934aae81c3, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye - Mubarak Haider Poetry In English - Darsaal

Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye

aaftab aafat hai aab ke liye lekin

mere dil ke chashmon mein aaftab khilte hain

mere dil ke chashme jo aasman ke peDon mein

saya saya bahte hain

dhup in ke pani mein KHwab ki tarah uryan

parbaton ki jholi mein baiTh kar nahati hai

apne phul se panw paniyon mein dhoti hai

arsh ki nigahon mein ye magar KHarabi hai

aasman walon ne dil ke husn-e-uryan ko

wo libas baKHsha hai jis ke saKHt pardon mein

dhup bhi hijabi hai!!

(552) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye In English By Famous Poet Mubarak Haider. Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye is written by Mubarak Haider. Read famous Poem Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye for youth and Student by Mubarak Haider. Free Download Aaftab Aafat Hai Aab Ke Liye in PDF.