Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_14960a9fca7f42d6eaead3c4f3b66572, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai - Mubarak Azimabadi Poetry In English - Darsaal

Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai

begana-e-wafa tera shewa hi aur hai

ahl-e-wafa ka taur-tariqa hi aur hai

dair o haram ki rah mein rakhte nahin qadam

hum rah-rawan-e-shauq ka rasta hi aur hai

dil bewafa ke hath na bechega ba-wafa

tum se nahin banega ye sauda hi aur hai

allah dil na tum ko taDapta hua dikhae

dekha na jaega ye tamasha hi aur hai

jalwa-farosh aap hain main dil-farosh hun

aison se kya banega ye sauda hi aur hai

TukDe hain dil jigar ke 'mubarak' ki sher hain

ghazlon ka aap ki to safina hi aur hai

(601) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai In English By Famous Poet Mubarak Azimabadi. Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai is written by Mubarak Azimabadi. Read famous Poem Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai for youth and Student by Mubarak Azimabadi. Free Download Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai in PDF.