Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_60cbeacfdf51f5002cd650f40a265355, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se - Mubarak Azimabadi Poetry In English - Darsaal

Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se

bad-zan hain ahl-e-kaba mujh dair-ashna se

kahte hain mujh ko kafir fariyaad hai KHuda se

bedad mohtasib ki fariyaad hai KHuda se

barse sharab ghar ghar mai-KHwar ki dua se

chitwan badal rahi hai nam aa gaya wafa ka

tewar bigaD rahe hain afsana-e-wafa se

hum kyun tumhein bataen hum kyun tumhein jataen

roz-e-jaza na jaane mangenge kya KHuda se

wo puchhte hain mujh se kaise ho tum 'mubarak'

main kah raha hun achchha sarkar ki dua se

(720) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se In English By Famous Poet Mubarak Azimabadi. Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se is written by Mubarak Azimabadi. Read famous Poem Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se for youth and Student by Mubarak Azimabadi. Free Download Bad-zan Hain Ahl-e-kaba Mujh Dair-ashna Se in PDF.