Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b1b45667f613e55ce90b899c5eb878bd, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
DhaDkanon Ki Bas Zabani De Mujhe - Monika Singh Poetry In English - Darsaal

DhaDkanon Ki Bas Zabani De Mujhe

dhaDkanon ki bas zabani de mujhe

ek pal ko zindagani de mujhe

chah kar jo na-mukammal ho saki

wo adhuri si ki kahani de mujhe

ho agar mumkin tujhe ai zindagi

aabshaaron si rawani de mujhe

bojh zaKHmon ka liye chalti rahun

yaad ki wo be-karani de mujhe

har bulandi se banen rahen nai

hausle kuchh aasmani de mujhe

faKHr se kirdar likkhenge mera

waqt aisi kaamrani de mujhe

(848) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

DhaDkanon Ki Bas Zabani De Mujhe In English By Famous Poet Monika Singh. DhaDkanon Ki Bas Zabani De Mujhe is written by Monika Singh. Read famous Poem DhaDkanon Ki Bas Zabani De Mujhe for youth and Student by Monika Singh. Free Download DhaDkanon Ki Bas Zabani De Mujhe in PDF.