Two Lines Poetry of Moin Ahsan Jazbi - 2 Lines Poetry - Couplets From Moin Ahsan Jazbi
Poet Name | Moin Ahsan Jazbi |
---|---|
Birth Date | 1912 |
Death Date | 2005 |
Zabt-e-gham Be-sabab Nahin Jazbi
Yun Badhi Saat-ba-saat Lazzat-e-dard-e-firaq
Yahi Zindagi Musibat Yahi Zindagi Masarrat
Ya Ashkon Ka Rona Tha Mujhe Ya Aksar Rota Rahta Hun
Usne Is Tarah Mohabbat Ki Nigahen Dalin
Tu Aur Gham-e-ulfat Jazbi Mujhko To Yaqin Aae Na Kabhi
Teri Ruswai Ka Hai Dar Warna
Riste Hue Zakhmon Ka Ho Kuchh Aur Mudawa
Na Aae Maut Khudaya Tabah-haali Mein
Muskura Kar Dal Di Rukh Par Naqab
Mukhtasar Ye Hai Hamari Dastan-e-zindagi
Mile Mujhko Gham Se Fursat To Sunaun Wo Fasana
Meri Hi Nazar Ki Masti Se Sab Shisha-o-saghar Raqsan The
Meri Arz-e-shauq Be-mani Hai Un Ke Waste
Marne Ki Duaen Kyun Mangun Jine Ki Tamanna Kaun Kare
Kya Matam Un Ummidon Ka Jo Aate Hi Dil Mein Khak Huin
Kabhi Dard Ki Tamanna Kabhi Koshish-e-mudawa
Jo Aag Lagai Thi Tumne Usko To Bujhaya Ashkon Ne
Jab Tujhko Tamanna Meri Thi Tab Mujhko Tamanna Teri Thi
Jab Mohabbat Ka Nam Sunta Hun
Jab Kashti Sabit-o-salim Thi Sahil Ki Tamanna Kis Ko Thi
Jab Kabhi Kisi Gul Par Ek Zara Nikhaar Aaya
Hazar Bar Kiya Azm-e-tark-e-nazzara
Hamin Hain Soz Hamin Saz Hain Hamin Naghma
Ek Pyas Bhare Dil Par Na Hui Tasir Tumhaari Nazron Ki
Dil-e-nakaam Thak Ke Baith Gaya
Allah-re Be-khudi Ki Chala Ja Raha Hun Main
Ai Mauj-e-bala Un Ko Bhi Zara Do Chaar Thapede Halke Se
Abhi Sumum Ne Mani Kahan Nasim Se Haar