Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ed3a8e228e4e6d72a96535543c1920ab, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Apne Andar Ke Andhere Ko Jalaya Maine - Moid Rashidi Poetry In English - Darsaal

Apne Andar Ke Andhere Ko Jalaya Maine

apne andar ke andhere ko jalaya main ne

kaun kahta hai ki tufan uThaya main ne

tu mujhe zahr pilati hai ye tera shewa

ai meri raat tujhe KHun pilaya main ne

is KHarabe ke muqaddar mein faqat sannaTa

apni tanhai ko ek jism banaya main ne

koi Takrae to is hijr-zada mausam mein

raat jangal mein bahut KHud ko jalaya main ne

(647) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Apne Andar Ke Andhere Ko Jalaya Maine In English By Famous Poet Moid Rashidi. Apne Andar Ke Andhere Ko Jalaya Maine is written by Moid Rashidi. Read famous Poem Apne Andar Ke Andhere Ko Jalaya Maine for youth and Student by Moid Rashidi. Free Download Apne Andar Ke Andhere Ko Jalaya Maine in PDF.