Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5725999cf2cb40e2cb65834d549fae61, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Main Chup Raha Ki Zahr Yahi Mujhko Ras Tha - Mohsin Naqvi Poetry In English - Darsaal

Main Chup Raha Ki Zahr Yahi Mujhko Ras Tha

main chup raha ki zahr yahi mujh ko ras tha

wo sang-e-lafz phenk ke kitna udas tha

akasr meri qaba pe hansi aa gai jise

kal mil gaya to wo bhi darida-libas tha

main DhunDhta tha dur KHalaon mein ek jism

chehron ka ek hujum mere aas-pas tha

tum KHush the pattharon ko KHuda jaan ke magar

mujh ko yaqin hai wo tumhaara qayas tha

baKHsha hai jis ne ruh ko zaKHmon ka pairahan

'mohsin' wo shaKHs kitna tabiat-shanas tha

(3288) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Main Chup Raha Ki Zahr Yahi Mujhko Ras Tha In English By Famous Poet Mohsin Naqvi. Main Chup Raha Ki Zahr Yahi Mujhko Ras Tha is written by Mohsin Naqvi. Read famous Poem Main Chup Raha Ki Zahr Yahi Mujhko Ras Tha for youth and Student by Mohsin Naqvi. Free Download Main Chup Raha Ki Zahr Yahi Mujhko Ras Tha in PDF.