Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b4f84fd6a05ea8c305005c6174e1aeb6, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Main Lafzon Ke Asar Ka Moajiza Hun - Mohsin Bhopali Poetry In English - Darsaal

Main Lafzon Ke Asar Ka Moajiza Hun

main lafzon ke asar ka moajiza hun

mujhe dekho mujassam ek dua hun

main chhoTon mein bahut chhoTa hun lekin

baDon ke darmiyan sab se baDa hun

talash-e-rizq mein nikla tha ghar se

ab apne aap ko main DhunDhta hun

ata kar hausle ko istaqamat

mere mabud tanha rah gaya hun

mere alfaz hain aawaz 'mohsin'

main naghma hun agarche be-sada hun

(796) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Main Lafzon Ke Asar Ka Moajiza Hun In English By Famous Poet Mohsin Bhopali. Main Lafzon Ke Asar Ka Moajiza Hun is written by Mohsin Bhopali. Read famous Poem Main Lafzon Ke Asar Ka Moajiza Hun for youth and Student by Mohsin Bhopali. Free Download Main Lafzon Ke Asar Ka Moajiza Hun in PDF.