Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e73ea86dddc517b96ff78c3476f54f76, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
JhaTak Ke Chal Nahin Sakta Hun Tere Dhyan Ko Main - Mohammad Saleem Tahir Poetry In English - Darsaal

JhaTak Ke Chal Nahin Sakta Hun Tere Dhyan Ko Main

jhaTak ke chal nahin sakta hun tere dhyan ko main

uThae phirta hun sar par ek aasman ko main

main tujh se apna talluq chhupa nahin sakta

jabin se kaise miTa dun tere nishan ko main

ye log mujh se udasi ki wajh puchhte hain

bata chuka hun tera nam ek jahan ko main

jo ahd kar ke har ek ahd toD Dalta hai

zaban dunga bhala aise be-zaban ko main

main fath kar ke koi qila kya karunga 'salim'

lo aaj toDta hun tir ko kaman ko main

(679) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

JhaTak Ke Chal Nahin Sakta Hun Tere Dhyan Ko Main In English By Famous Poet Mohammad Saleem Tahir. JhaTak Ke Chal Nahin Sakta Hun Tere Dhyan Ko Main is written by Mohammad Saleem Tahir. Read famous Poem JhaTak Ke Chal Nahin Sakta Hun Tere Dhyan Ko Main for youth and Student by Mohammad Saleem Tahir. Free Download JhaTak Ke Chal Nahin Sakta Hun Tere Dhyan Ko Main in PDF.