Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d8fb44904c5645cbb23573976b8de64b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
UjDe Hue Hain Shahr Ke Diwar-o-dar Na Ja - Mohammad Khalid Poetry In English - Darsaal

UjDe Hue Hain Shahr Ke Diwar-o-dar Na Ja

ujDe hue hain shahr ke diwar-o-dar na ja

dil ki riwayaten hain baDi mo'tabar na ja

pahna na KHwahishon ko libas-e-barahnagi

shab ki masafaton mein ba-rang-e-sahar na ja

kuchh der aur garmi-e-bazar dekh le

le kar hujum-e-hasrat-e-nazara ghar na ja

han main shikasta-dil hun magar aaina to hun

tu apna rang dekh mere haal par na ja

wo bhi to aaega sar-e-maidan-e-arzu

aaKHir hawa chalegi abhi se bikhar na ja

logon ne kar liye hain muqaffal masam bhi

KHalid misal-e-dast-e-saba dar-ba-dar na ja

(780) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

UjDe Hue Hain Shahr Ke Diwar-o-dar Na Ja In English By Famous Poet Mohammad Khalid. UjDe Hue Hain Shahr Ke Diwar-o-dar Na Ja is written by Mohammad Khalid. Read famous Poem UjDe Hue Hain Shahr Ke Diwar-o-dar Na Ja for youth and Student by Mohammad Khalid. Free Download UjDe Hue Hain Shahr Ke Diwar-o-dar Na Ja in PDF.