Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_179ad3aa74a23fec8867d5d0438003cc, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hamare Sar Pe Koi Hath Tha Na Saya Tha - Mohammad Izhar Ul Haq Poetry In English - Darsaal

Hamare Sar Pe Koi Hath Tha Na Saya Tha

hamare sar pe koi hath tha na saya tha

bas aasman tha jise jaane kyun banaya tha

kisi se sham-Dhale chhin gaya tha paya-e-taKHt

kisi ne subh hui aur taKHt paya tha

wo ek subh bahut zar-fishan thi qarye par

aur ek khet bahut sabz lahlahaya tha

bas ek bagh tha pani ke jis mein chashme the

aur ek ghar tha jise KHak se banaya tha

pukar uTThenge nabud bastiyon ke nishan

ki us nawah mein koi nazir aaya tha

(602) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hamare Sar Pe Koi Hath Tha Na Saya Tha In English By Famous Poet Mohammad Izhar Ul Haq. Hamare Sar Pe Koi Hath Tha Na Saya Tha is written by Mohammad Izhar Ul Haq. Read famous Poem Hamare Sar Pe Koi Hath Tha Na Saya Tha for youth and Student by Mohammad Izhar Ul Haq. Free Download Hamare Sar Pe Koi Hath Tha Na Saya Tha in PDF.