Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_0a9fa13967badedb77a841fe3fcee037, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kya Jama-e-phul-kari Us Gul Ki Phaban Ka Tha - Mohammad Amaan Nisar Poetry In English - Darsaal

Kya Jama-e-phul-kari Us Gul Ki Phaban Ka Tha

kya jama-e-phul-kari us gul ki phaban ka tha

jo taKHta-e-daman tha taKHta wo chaman ka tha

hum aago hi samjhe the tum ghar ko sudhaaroge

jun subh gajar baja matha wahin Thanka tha

mina mein na ho jalwa wo baada-e-gul-gun ka

jame mein jo kuchh yaro rang us ke badan ka tha

nargis ko kiya aisa bimar un aankhon ne

Dhalka hi nazar aaya gardan ka jo manka tha

(633) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kya Jama-e-phul-kari Us Gul Ki Phaban Ka Tha In English By Famous Poet Mohammad Amaan Nisar. Kya Jama-e-phul-kari Us Gul Ki Phaban Ka Tha is written by Mohammad Amaan Nisar. Read famous Poem Kya Jama-e-phul-kari Us Gul Ki Phaban Ka Tha for youth and Student by Mohammad Amaan Nisar. Free Download Kya Jama-e-phul-kari Us Gul Ki Phaban Ka Tha in PDF.