Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_65625369bd65f3ee708a7da6df0e0c8c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Rau Mein Hai RaKHsh-e-umr - Mohammad Alvi Poetry In English - Darsaal

Rau Mein Hai RaKHsh-e-umr

dastak di

to andar se aawaz aai

kaun ho kis se milna hai

main bola us laDki se

jo abhi abhi ghar mein aai hai

us ne kaha

aa jao

andar ja kar dekha to

kamre mein ek sofe par

ek zaifa baiThi thi

wahi libas tha us ke badan par

jo laDki ne pahna tha!!

(499) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Rau Mein Hai RaKHsh-e-umr In English By Famous Poet Mohammad Alvi. Rau Mein Hai RaKHsh-e-umr is written by Mohammad Alvi. Read famous Poem Rau Mein Hai RaKHsh-e-umr for youth and Student by Mohammad Alvi. Free Download Rau Mein Hai RaKHsh-e-umr in PDF.