Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_9ae1131460523e564f232665b9a26428, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Baen Aankh Mein Til Wale Ki Zabani - Mohammad Alvi Poetry In English - Darsaal

Baen Aankh Mein Til Wale Ki Zabani

apne KHuda ko hazir jaan ke

main jo kahunga sach hi kahunga

sach ke alawa kuchh na kahunga

mujh ko kuchh malum nahin hai

bas itna malum hai sahab

kamre mein ek lash paDi thi

lash ke pas ek shaKHs khaDa tha

us ki baen aankh mein til tha

dudh se ujla us ka dil tha

sab kahte hain wo qatil tha!

(953) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Baen Aankh Mein Til Wale Ki Zabani In English By Famous Poet Mohammad Alvi. Baen Aankh Mein Til Wale Ki Zabani is written by Mohammad Alvi. Read famous Poem Baen Aankh Mein Til Wale Ki Zabani for youth and Student by Mohammad Alvi. Free Download Baen Aankh Mein Til Wale Ki Zabani in PDF.