Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_81f12e19af2312bbe618ae3c59050af3, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kisi Ka Naqsh Jo Pal Bhar Raha Hai Aankhon Mein - Mohammad Ali Asar Poetry In English - Darsaal

Kisi Ka Naqsh Jo Pal Bhar Raha Hai Aankhon Mein

kisi ka naqsh jo pal bhar raha hai aankhon mein

baDe KHulus se ghar kar raha hai aankhon mein

zamin se ta-ba-surayya hai raushni lekin

yahan to raat ka manzar raha hai aankhon mein

chala gaya hai tasawwur ki sarhadon se pare

wo ek shaKHs jo aksar raha hai aankhon mein

abhi abhi koi shahr-e-tarab se guzra hai

kise dikhaun dhuan bhar raha hai aankhon mein

teri nazar mein murawwat agar nahin na sahi

mera KHulus barabar raha hai aankhon mein

(531) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kisi Ka Naqsh Jo Pal Bhar Raha Hai Aankhon Mein In English By Famous Poet Mohammad Ali Asar. Kisi Ka Naqsh Jo Pal Bhar Raha Hai Aankhon Mein is written by Mohammad Ali Asar. Read famous Poem Kisi Ka Naqsh Jo Pal Bhar Raha Hai Aankhon Mein for youth and Student by Mohammad Ali Asar. Free Download Kisi Ka Naqsh Jo Pal Bhar Raha Hai Aankhon Mein in PDF.