Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_8570a4c8bac28cb08ae5a62f13a2fb96, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aansuon Mein Kabhi Dhali Hai Raat - Mohammad Ali Asar Poetry In English - Darsaal

Aansuon Mein Kabhi Dhali Hai Raat

aansuon mein kabhi Dhali hai raat

dard ban ke kabhi uThi hai raat

koi suraj kahin se aa jae

kitni viran ho gai hai raat

subh se ham-kalam hone ko

zina zina utar rahi hai raat

phir ujalon ka KHun hua shayad

qatl-gahon mein baT gai hai raat

dil mein kohram kam na hoga 'asar'

tum bhi so jao so gai hai raat

(663) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aansuon Mein Kabhi Dhali Hai Raat In English By Famous Poet Mohammad Ali Asar. Aansuon Mein Kabhi Dhali Hai Raat is written by Mohammad Ali Asar. Read famous Poem Aansuon Mein Kabhi Dhali Hai Raat for youth and Student by Mohammad Ali Asar. Free Download Aansuon Mein Kabhi Dhali Hai Raat in PDF.