Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d6c7313511b6fe9951308a1986f0f42d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Talash Fareb-e-mutlaq Ki - Mohammad Aazam Poetry In English - Darsaal

Talash Fareb-e-mutlaq Ki

fahisha aurto

kya koi

tum mein aisa nahin

jo mujhe

is tarah chhal sake

main nashat-e-guman ke surur-e-ajab-jawedan ko liye

narm aaghosh se

saKHt aaghosh tak

ek bar-haq safar karun

fahisha aurto

wo qarib-e-musalsal ki daulat kahan se mile

kya koi

tum mein aisa nahin

mujh se jo

jhuT ko sungh lene ki KHu chhin le

justuju chhin le

(578) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Talash Fareb-e-mutlaq Ki In English By Famous Poet Mohammad Aazam. Talash Fareb-e-mutlaq Ki is written by Mohammad Aazam. Read famous Poem Talash Fareb-e-mutlaq Ki for youth and Student by Mohammad Aazam. Free Download Talash Fareb-e-mutlaq Ki in PDF.