Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b60f00c2bc8df0d703077efa972db354, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ye In Dinon Jo Humse Itni Rukhaiyan Hain - Mirza Naeem Beg Jawan Poetry In English - Darsaal

Ye In Dinon Jo Humse Itni Rukhaiyan Hain

ye in dinon jo hum se itni rukhaiyan hain

shayad kisi ne baaten kuchh kuchh sujhaiyan hain

ai andalib sach kah kya fasl-e-gul phir aai

faujen junun ki hum par kaisi chaDhaiyan hain

kis be-adab ne tum se gul-bazi aaj ki hai

munh par tumhaare choTen kya saKHt aaiyan hain

diwar-o-dar ki chhati suraKH ho gai hai

kya rauzanon se us ne aankhen laDaiyan hain

paiwasta abru us ki main dekh kar ye samjha

do shaKHen hain ki jhuk kar milne ko aaiyan hain

(553) Peoples Rate This

Mirza Naeem Beg Jawan's More Poetry

Your Thoughts and Comments

Ye In Dinon Jo Humse Itni Rukhaiyan Hain In English By Famous Poet Mirza Naeem Beg Jawan. Ye In Dinon Jo Humse Itni Rukhaiyan Hain is written by Mirza Naeem Beg Jawan. Read famous Poem Ye In Dinon Jo Humse Itni Rukhaiyan Hain for youth and Student by Mirza Naeem Beg Jawan. Free Download Ye In Dinon Jo Humse Itni Rukhaiyan Hain in PDF.